Santa pareshan ho kar doctar ke paas gaya..
Santa - doctar saahab main subah 6 baje susu karta hoon , phir 7 baje potty karta hoon..
Doctar - haan to phir dikkat kya hai..??
Santa after a long pause,
,
,
,
,
Santa - Par doctar , Aankh to 8 baje khultee hai na.
Comments
Post a Comment